kya hai ye jindagi
kya hai ye jindagi ,
kabhi sama to
to kabhi dhua hai ye jindagi
kabhi fulo ki sugandh
to kabhi kanto see chubhan
kabhi apno ka sat
kabhi bichudne ki sogat
kabhi khusiyo ka mela , kabhi gamo ka jhamela
kabhi deti char divari ka ahasas
kabhi udne ko mile khula akash
kabhi thiturti rato ki aag hai ye jindagi
kabhi majburi kabhi kabhi tyag hai ye jindagi
or fir bhi samjh n aye to
kah diya logo ne ye to tera bhag hai ye jindagi
dor safer ya ek kitab hai ye jindagi
kya h ye jindagi
kya hai ye jindagi
manoj poosam
No comments:
Post a Comment